Page Nav

HIDE

Grid

GRID_STYLE
TRUE

Left Sidebar

False

Breaking News

latest

Quran - Actual Purpose

Amal ki kitab thi, Dua ki kitab bana diya! Samajhne ki kitab thi, Padhne ki kitab bana diya! Zindon ka Dastoor tha, Murdon ka Manshoor...


Amal ki kitab thi,

Dua ki kitab bana diya!



Samajhne ki kitab thi,

Padhne ki kitab bana diya!



Zindon ka Dastoor tha,

Murdon ka Manshoor bana diya!



Inqalab ki kitab thi,

Sirf Sawab ki kitab bana diya!



Taskheer-e-kayenat ka Dars dene aayi thi,

Sirf Madarson ka nisaab bana diya,



Murda qomon ko zinda karne ayi thi,

Murdon ko bakhshwane par laga diya!

Think of it!